Monday, March 11, 2013

Vandee Dev Umapatim Surgurum Vandee Jagatkaranam :




Vinod Sharma
!! Vandee Dev Umapatim Surgurum Vandee Jagatkaranam :
Vandee PannagBhushanam Mrigdharam Vandee Pashunaam Patim :
Vaddee Suryashashaankam Vahinn Nayanam Vandee Mukundam Priyam :
Vandee Bhakat Janaasharayam Chh Varadam Vandee Shivam Shankaram : !!

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Jai Shiv Shankar , Jai Gangadhar , Karunakar Kartaar Hare !
Jai Kailaashi , Jai Avinaashi , Sukhraashi , Sukhsaar Hare !
Jai Shashi Shekhar , Jai Damroo Dhar , Jai Jai Premagaar Hare !
Jai Tripuraari , Jai Madhaari , Amit , Anannat , Apaar Hare !
Niirgun Jai Jai , Sagun Anaamay , Niraakaar Saakaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataar Hare !!1.!!

Jai Raameshwar , Jai Naageshwar ,Vaidyanaath , Kaidaar Hare !
MallikaaArjun , Somnaath Jai , Mahaakaal Omkaar Hare !
Trayambkeshwar , Jai Ghushmeshwar , Bheemeshwar , Jagtaar Hare !
KaashiPati Shree Vishawanaath Jai , Mangalmay , Aghahaar Hare !
NeelKaanth Jai , BhootNaath Jai , Mrityunjay Avikaar Hare!
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paaahi Paahi Daataar Hare !!2.!!

Jai Mahesh , Jai Jai Bhavesh , Jai AadiDev ,MahaDev Vibhoo !
Kis Mukh Se Heyy.. Gunaateet , Prabhu Tav Apaar Gun Varanan Ho !
Jai Bhavkaarak Taarak ,Haarak ,Paatak Daarak Shiv Shambhoo !
Deen Dukh:Har , Sarav Sukhaakar , Prem Sudhadhar Daya Karo !
Paar Laga Do Bhav Saagar se , Ban Kar Karnaa Dhaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataar Hare !!3.!!

Jai ManBhavan , Jai Patit Paavan , Shok Nashawan Shiv Shambhoo !
Vipaad Vidaran , Adham Udhaaran , Satya Sanaatan Shiv Shambhoo !
Sahaj Vachan Har , Jalaj NayanVar , Dhaval Varan Tan Shiv Shambhoo !
Madan Kadan Kar , Paap Haran Har , Charan Manan Dhan shiv Shambhoo !
Vivaasan , VishavRoop Praylankar , Jag Ke MoolaaDhaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataar Hare !!4.!!

BholaNaath Kripalu , Dayamay , AoudharDaani Shiv Yogi !
Nimish Matra Mein Detey Hain , NavNidhi Manmaani Shiv Yogi !
Saral Haraday , Aaati Karuna Saagar , Akaath Kahaani Shiv Yogi !
Bhakton Par SaravSav Lutakar , Bane Masaani Shiv Yogi !
Swayam Aakinchan , Jan Man Ranjan , Par Shiv Param Udaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataar Hare !!5.!!

Aashotosh ! Is Mohmayi Nidraa Se Mujhe Jaga Dena !
Visham Vedna Se Vishyon Ki Maaya Dheessh Chudaa Dena !
Roop Sudha Ki Boond se Jeevan Mukkat Bana Dena !
Divya Gyaan Bhandaar Yugal Charnon Ki Lagan Laga Dena !
Ek Baar Esss.. Man Mandir Mein Keejeey Pad Sanchaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daatar Hare !!6.!!

Daani Ho Do Bhikhshaa Mein , Apni Anupaayani Bhakti Prabhoo !
Shaktimaan Ho Do Avichaal , Nishkaam Prem Ki Shakti Prabhoo !
Tyaagi Ho Do Ess..Assaar , Sansaar Se Puran Virakti Prabhoo !
ParamPita Ho do Tum Apne , Charnon Mein Anurakati Prabhoo !
Swaami Ho Neej Sewak Ki , Sun Lena Karun Pukaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataar Hare !!7.!!

Tum Bin Bekaal Hoon , Praaneshwar , Aa Jao Bhagwant Hare !
Charan Sharan Ki Baanh Gahoo , Heyy..Umaraman Priyakant Hare !
Virah Vayatheet Hoon , Deen Dookhi Hoon , Deen Dayaal Ananat Hare !
Aa Tum Mere Ho jaao ,Aa Jaao Shreemant Hare !
Meri Ess..Dayaniya Dashaa Par , Kuch Toh Karo Vichaar Hare !
Paarvati Pati Har Har Shambhoo , Paahi Paahi Daataaar Hare..!!8.!!
--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Sabhi Shiv Bhakto Se Vinod Sharma Ka Vinamra Neevedan Hai Ki Pratah Kal (Subah Sawere) Is Shivashtak Strotar Ka Paath Karne Se Mann Ko Shaanti Aor Parivaar Mein Sukh Samardhii Praapat Hoti Hai.....Jai Bholey Naath..Jai Shiv Shankar...Jai MahaaDev.... Jai Bhole Bhandaariii....

Vinod Sharma.